প্রকাশিত হয়েছে 3 দিন আগে ভিতরে অন্যান্য

Humne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar

  • 0
  • 0
  • 0
  • 0
  • 0
  • 0

Humne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar | ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر | Azhar Raja Official Experience the deeply emotional and heart-touching naat “Humne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar” 🤍 beautifully recited by Azhar Raja Official. Watch Now: https://www.youtube.com/watch?v=VRn1Qd-5PlU

গানের কথা

"Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaey Gham Beshumaar"

'Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaey Gham Beshumaar'

'Jaan-o-dil Thum Par Fida Aey Do Jahan Key Taajdaar'

'Mey Akeyla Aur Maas'il Zindagee Key Beshumaar'

'Aap Hi Kuch Kijiey Na Ey Shahey Aali Waqar'

'Yaad Atha Hey Tawafe Khanaey Ka'ba Mujhay'

'Aur Lipatna Multazam Say Waley Khana Bar Bar'

'Sange Aswad Chuum Kar Milta Mujhay Keyf-o-saroor'

'Chayn Patha Deykh Kar Dil Mustajab-o-mustajar'

'Ya Khuda Dikhlahathi Mey Pak Mizan Woh Maqam'

'Aur Safa Marwa Mujhay Behray Rasoole Zi Waqar'

'Ja Raha Hey Kaafila Taiba Nagar Rotha Huwa'

'Mey Raha Jatha Hun Thanha Aey Habibey Kirdgaar'

'Jald Phir Thum Lo Bula Aur Sabz Ghumbad Do Dikha'

'Hazri Ki Aarzo Ney Kardiya Phir Beykaraar'

'Choom Kar Khake Madinah Jhoomtha Phirtha Tha Mey'

'Yaad Athay Hey Madinay Kay Mujhay Leyl O Nahar'

'Ghumbaday Khazra Key Jalway Aur Woh Iftariya'

'Yaad Athi Hey Bohoth Ramadhan Taibah Ki Bahar'

'Ya Rasula Llah Sun Li Jey Meri Faryaad Ko'

'Kown Hai Jo Key Sunay Teray Siwa Meri Pukaar'

'Haal Par Meray Karam Ki Ik Nazar Farmaey'

'Dil Mera Ghamgeen Hai Aey Ghamzadon Kay Ghamgusaar'

'Kaflay Walo Suno Yaad Aey Tho Mera Salam'

'Arz Karna Rothay Rothay Ho Sakey Tho Bar Bar'

'Ghamzada Yun Na Huwa Hotha Obaid-e-qadri'

'Iss Baras Bhi Deykhtha Ghar Sabz Ghumbad Ki Bahar'

::
/ ::

কিউ

স্পষ্ট