Udgivet 4 dage siden i

Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho New Muharram Kalam 2026 Azhar Raja Official - Azhar Raja Official (320k)

  • 1
  • 0
  • 0
  • 0
  • 0
  • 0

Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho | New Muharram Kalam 2026 | Azhar Raja Official A heart-touching Muharram Kalam by Azhar Raja Official, dedicated to Hazrat Imam Hussainؓ and the martyrs of Karbala. A soulful tribute expressing love, respect, and devotion to the noble family of the Prophet ﷺ. Watch now: https://www.youtube.com/watch?v=wWI8DpfJdAc

Sangtekster

Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Janan e Mustafa ko hamara salam ho.
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Abbas namdaar hain zakhmoon say choor choor
Us paikar e riza ko hamara salam ho.
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Akbar say nojwaan bhi run mein huey shaheed
Hum shaklay Mustafa ko hamara salam hoo
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Bhai bhateejay bhanjay sab ho gaye nisaar
Har lal e bay baha ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Asghar ki nanhi jaan pay lakhoon darood houn
Mazloom bay khata ko hamara salam ho.
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Ho kar shaheed qoum ki kishti tyra gaye
Ummat kay nakhuda ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

Nasir wilaye shah mein kehta hai bar baar
Mehman e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko hamara salam ho

::
/ ::

Klar